Damian Priest Ka WWE SmackDown Par Hungama

WWE

Problem LalProblem Lal

Damian Priest Ka WWE SmackDown Par Hungama

Is hafte WWE SmackDown par former World Heavyweight Champion Damian Priest ne Nathan Frazer ke saath match kiya. Match shuru hote hi, Priest ne toh dhamaal kar diya! Usne Frazer ko announcer's desk par Razor's Edge maar diya. Phir Axiom aaya, aur Priest ne usse ring post par dhakka de diya! Dono ko chhod ke Archer of Infamy muskurate hue chala gaya, aur referee ne match ko no contest declare kar diya! Kya baat hai!