
WWE
Je’Von Evans Aur Penta Ka Tag Team Naam Ka Chakkar
Je’Von Evans aur Penta naye WWE World Tag Team Champions ban gaye hain! Lekin naam ka chakkar samajh nahi aa raha. CM Punk ne Instagram par do naam suggest kiye: Pentavon aur Jeventa. Evans ne kaha, Hum abhi kaam kar rahe hain! Match mein unhone The Vision ke Bron Breakker aur Austin Theory ko hara diya. Ab naam toh banta hai, samjho na!

