Pat McAfee Aur Orton Ka WWE Mein Naya Drama Twist

Pat McAfee ne WWE SmackDown par Randy Orton ka saath dekar Cody Rhodes ko surprise kar diya, aur sabko laga yeh kya ho gaya bhai. Baad mein McAfee ne bola ki woh business ko save karne aaya tha, aur Orton haare toh WWE chhodne ki bhi baat kar di. Arre, yeh toh full Jethalal wala drama nikla.




