Randy Orton Ki Crown Jewel Mein Kya Halat Hui

WWE

Problem LalProblem Lal

Randy Orton Ki Crown Jewel Mein Kya Halat Hui

Randy Orton ne WWE Crown Jewel mein Cody Rhodes se Last Man Standing match mein haar gaya. Lekin, match ke baad kya hua? Woh toh khush tha, crowd se milne gaya! Ek fan ne usse Saudi shemagh diya, aur woh pose kar raha tha, jaise Babita Ji ke liye selfie le raha ho! Ab dekhna hai, Orton ka 15th title ka chase kaise aage badhta hai!