Rey Mysterio Ki Suspense Story Kya Hai?

WWE

Problem LalProblem Lal

Rey Mysterio Ki Suspense Story Kya Hai?

Rey Mysterio, sabse respected WWE Superstar, ab ek badi muskil mein hain! AAA ke episode pe, jab woh Marisela Peña ko Hall of Fame mein induct kar rahe the, Dorian Roldan ne bola ki uske paas proof hai Rey ke extramarital affair ka. Ab Mysterio ko suspend kar diya gaya hai aur investigation shuru ho gaya hai. Kya drama hai yaar!