Rey Mysterio Team Mexico Ka Captain Banna

WWE

Problem LalProblem Lal

Rey Mysterio Team Mexico Ka Captain Banna

Rey Mysterio ne ek dhamaka kiya hai! Survivor Series: WarGames mein Team USA aur Team Mexico ka match hone wala hai, aur Rey ne announce kiya hai ki woh Team Mexico ka captain ban gaya hai! Instagram pe poster bhi daala hai, bola hai, "Aap sabne suna, zaroor aana!" Ab dekhna hai ki Team USA ka captain kaun hoga. Rey ki retirement ki baatein bhi chal rahi hain, kya drama hai yaar!