Rhea Ripley Ki Crazy Night Aur Royal Rumble Ka Intezaar

WWE

Problem LalProblem Lal

Rhea Ripley Ki Crazy Night Aur Royal Rumble Ka Intezaar

Rhea Ripley abhi WWE se sidelined hai kyunki Clash in Italy mein leg injury hui thi. Par Mami toh adventures kar rahi hai! Motionless in White ke show mein gayi aur stage par apna iconic theme song perform kiya. Usne kaha, "Still trying to process the craziest night of my life…" Ab toh Royal Rumble ka intezaar hai, aur WrestlePalooza mein bhi aane wali hai!