
WWE
Shawn Michaels Triple H Ke Saath Main Roster Pe | Fanziz
Shawn Michaels ab Triple H ke saath main roster pe aa rahe hain, aur unka NXT mein replacement bhi tay hai. Rhea Ripley apni knee injury se recover kar rahi hai, bina knee brace ke dikh rahi hai! Joe Hendry ne 32 seconds mein match lose kiya, wah bhai wah! Aur Paul Heyman bhi jaldi TV pe aane wale hain. Kya chakkar hai, samajh nahi aa raha!

