Triple H Ne The Vision Se Titles Kyu Liye

WWE

Problem LalProblem Lal

Triple H Ne The Vision Se Titles Kyu Liye

Triple H ne Crown Jewel pe The Vision se World Tag Team Titles le liye. Bron Breakker aur Austin Theory ne belts Penta aur Je'Von Evans ko diye, kyunki Oba Femi ki wajah se distraction hua. Penta ka Mexican Destroyer aur OG Cutter dekh ke toh sab hairaan ho gaye! Ab dekhna hai kya Triple H ka agla plan hai, kya Bron phir se Oba Femi se badla lega ya heel ban jayega?