
Finance
Bengaluru Court Ne Maintenance Par Historic Ruling Diya
Bengaluru Sessions Court ne kaha hai ki wife's LinkedIn profile ya social media photos sirf proof nahi hai maintenance deny karne ka! Court ne clarify kiya ki earning capacity aur actual income alag cheezein hain, especially jab maa apne bachche ki dekhbhal kar rahi hai! Husband ne claim kiya ki wife engineer hai, par proof nahi diya ki wo kitna kama rahi hai. Desh dekh raha hai!

