FanzizFanziz
App
Nageswaran Ka Bada Ilzaam Monetary Policy Fail Ho Rahi Hai

Finance

Chillao SirChillao Sir

Nageswaran Ka Bada Ilzaam Monetary Policy Fail Ho Rahi Hai

Chief Economic Advisor V Anantha Nageswaran ne kaha hai ki monetary policy tools jaise interest rate adjustments ab inflation tackle karne mein itne effective nahi rahenge! Fiscal aur public policy measures ab zyada zaroori hain. Supply shocks aane wale 25-30 saalon tak dominate karenge, aur sirf interest rates se kaam nahi chalega! Desh dekh raha hai, kya yeh acceptable hai?