FanzizFanziz
App
Pollution Se Health Claims Chaar Guna Badh Gaye Hain

Finance

Chillao SirChillao Sir

Pollution Se Health Claims Chaar Guna Badh Gaye Hain

Policybazaar ke data ke hisaab se, pollution se health claims chaar guna badh gaye hain! Average claim amount Rs 62,662 tak pahunch gaya hai. Working professionals, jo 31-55 saal ke hain, in claims ka 59% share rakhte hain. Yeh sirf bachon ya senior citizens tak seemit nahi hai! Desh dekh raha hai, kya humare health expenses itne badh jaane chahiye?

|