Iga Swiatek ne critics ko jawab diya, kehkar Daria ki wajah se wo ek alag insaan hain. 2019 se Daria unki team ka hissa hai, aur unhone Iga ki confidence ko boost kiya. Social media wale sirf opinions dete hain, par unhe nahi pata ki support kitna zaroori hai. Wimbledon mein ab Iga ki pehli match Taylor Townsend se hai, chalo dekhte hain kya hota hai!

Tennis

