
WWE
Rhea Ripley Ka Tag Team Name Kya Hoga
WWE superstar Rhea Ripley abhi tak injury se recover kar rahi hai! Gym mein Buddy Matthews ke saath photo share ki hai, aur bola hai, "Name the Tag Team?" Dono action se door hain, par Rhea ka WrestlePalooza return ho sakta hai. Rhea ka status abhi unclear hai, lekin sab keh rahe hain ki woh travel kar rahi hai! Kya woh show mein aayegi? Yeh toh waqt hi batayega!

