
Finance
HDFC Bank Ne MCLR Rates Badha Diye Hai
HDFC Bank ne apne lending rates ko 15 basis points tak badha diya hai! Ye naye rates 7.85% se lekar 8.70% tak hain, jo pehle 7.75% se 8.55% tak the. Ab jo customers MCLR se linked loans lete hain, unhe thoda zyada paisa chukana padega. Dosto, apne loan statements check karo, nahi toh Daya ki tarah ghabra jaoge!

